Posts

Showing posts from January, 2013

about me.

Na Who Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho Na Who Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho Mujhe Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho Jo Khwaab Dene Ko Qadir Ho Meri Aankhon Ko Meri Mohabbat Ko Pehchan Sake Woh Aisa Ho Meri Khatir Marne Ka Hosla Bhi Rakhta Ho Koi Bhi Ho..Kahi Bhi Ho.. Bas Aisa Ho Agar Kabhi Rooth Jaoon Mein Usse To Muskrake Manaye, Woh Aisa Ho Jo Baat Kare To Woh Nibha Bhi Sake Iradon Mein Woh Apne, Chattanon Jaisa Ho Dukhon Mein Hansne Ka Hunar Janta Ho Ik Aisa Hamsafar Jo Samandar Ki Tarah Gehra Ho Us Ke Pyaar Ki Thandak Ho Mere Liye Aisi Ke Woh To Bilkul Aasman Ke Chand Jaisa Ho Woh Sirf Mera Ho, Jo Nigahon Mein Haya Rakhta Ho Umar Bhar Saath Chale�!! Bus Humsafar Mera Aisa Ho __________________________________ Yeh Mat kehna Yeh Mat kehna Keh teri Yaad Se Rishta Nahi Rakha mein Kudh Tanha Rha� Dil Ko Magar Tanha Nahi Rakha Tumhari Cahton K Phool To Mahfooz Rakhey Hein Tumhari Nafrtoon K peedh Ko Zinda Nahi Rakha Mere Gulshan Peh Bhi Aya Hai Mosam Tang Dasti Ka Khuda Ka Shukar Hai

ishq k rang.

Image
ishq kay rang liye pheerta hu..... us ki tasveer bana day koi.......

Bohat nazdeek.

Image
bohat nazdeek ate jaa rahe ho..... bicharne ka irada kar liya kiya...??

daman chura k.

Image
daman chura k Aap ne jana he tha agar..... nazaree utha kay piyar se dekha tha kis liye....

teri nigah bhi.

Image
teri nigah bhi is door ki zakat hui..... joo mustahiq hey usi ko na mili.....

ek tou husan bala.

Image
ek tou husan bala, us par banawat Aafat..... ghar ujar gaye hazaroo kay, sanwarne wale....

karam jab ale nabi ka.

Image
karam jab Aal-e-nabi (s.a.w) ka shareek hota hey...... bigar bigar kay har kam thek hota heay........

yaad-e-mazi.

YaaD e mazi Yaad-Mazi Mai Jo Ankhon Ko Saza Di Jaye Is Say Behtar Hai K Har Baat BhulaDi Jaye.. Mai Ne Apno K Raweyon Say Ye Mehsoos Kiya Dil K Angan Mai B Dewaar Utha Di Jaye.. Mai Ne Yaroon K Bhicharne Say Ye Seekha "MOHSIN" Apne Dushman Ko B Jeene Ke Dua Di Jaye..... ( poet : Mohsin naqvi)

ashk ankhon main kab nahi ate.

Ashk ankhon main kab nahin ata lahu ata hai jab nahin ata hosh jata nahin raha lekin jab wo ata hai tab nahin ata dil se rukhsat hui koi khwahish girya kuch be-sabab nahin ata ishq ka hausala hai shart warna bat ka kis ko dhab nahin ata ji main kya-kya hai apne ae hamdam har sukhan ta ba-lab nahin ata  (poet : mIR tAQI mIR)

new design poetry.

Image
                                  karam jab Aal-e-nabi (s.a.w) ka shareek hota hey...... bigar bigar kay har kam thek hota heay........                           ek tou husan bala, us par banawat Aafat..... ghar ujar gaye hazaroo kay, sanwarne wale....                             teri nigah bhi is door ki zakat hui..... joo mustahiq hey usi ko na mili.....                             daman chura k Aap ne jana he tha agar..... nazaree utha kay piyar se dekha tha kis liye.... bohat nazdeek ate jaa rahe ho..... bicharne ka irada kar liya kiya...?? ishq kay rang liye pheerta hu..... us ki tasveer bana day koi.......