Chhota Sa Masla Tha Ulzta Chala Gya, Jo Fesla Tha JahenMe Wo Sab Bekar Ho Gya, * * Taklif B Dusro Ko Uthani Nhi Padi, Me KhudHi Apne ApMe Taksim Ho Gya...!
aaj phr rony ko ji chahta hay aaj phr toot k bkhrny ko g chahta hay aaj phr uthta hay dard senny may aaj phr say mar jany ko ji chahta hay aaj phr tum yaad behesab aa rhy ho aaj phr say tujhy bhulany ko ji chahta hay Aaaj phr tujhe mango Khuda say aaj dunya say guzar jany ko ji chahta hay Aaj ki din nay sataya hay buht Aaj k rat say dar jany ko ji chahta hay aaj khood say b hon rothi rothi aaj qesmat ko bhi tarpany ko ji chahta hay
Khabar nahi thi Jo khuwab mein hai Wo khuwab mein bhi na mil saky ga Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi Ye phool dil ka na khil saky ga Wo un-kahi thi ke na rasai Jo qurbaton ka na aya mousam Wo un-kahi thi ke na rasai Jo qurbaton ka na aya mousam Ye mein ne socha kabhi nahi tha Ke sochne ki saza mily gi Muhabbaton ki praayi, baarishon mein Bheegne ki saza mily gi Badal geya hai qareeb aa ke Khuwahishon mein nahaya mousam
Kaun andaza mere gham ka laga sakta hai, Kaun sahi raah dikha sakta hai, * * Kinare walo tum mera dard kya jano, Dubne wala hi gehrai bata sakta hai..1
Maire Honto k Mehkte Howai Naghmo Pe Na Ja, Mairai Sine Mai Kaye Aur Bhi Gham Paltai Hai, * * Mairai Chaihrai Pe Dikhawai Ka Tabas'sum Hai, Magar Maire Ankho Mai Udasi Kai Deyai Jaltai Hai...
Thokr Nahe Laga Mujhai Patthr Nhi Hun Mai, Hairat Se Na Dekh Koi Manzar Nahi Hun Mai, * * Taire Nazar Mai Maire Qadar Kuch Nahe, Magar Unsai Puch Jinhai Hasil Nahe Hun Mai..
Shaam se meri ye aankhein nam hain, shayad is dil me chhupa koi gam hain, * * Humsy hai tanhai, tanha hum hai, koi hai jis ki yaad mai ye raatein gum hain..
Urdu Poetry Picture Designed By: Jiya Urdu Poetry Umar bhar juda nahe hotai,,,* * * Dard ba Asool hotai hain...! Video In Which this Picture is Designed in Photoshop and Urdu Inpage:
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan janaan Yaad kya tujh ko dilaein tera peman janaan Younhi mosam ki ada dekh ke yaad aya hai Kis kadar jald badal jaate hein insaan janaan Zindagi teri aata thi so tere naam ki hai Hum ne jaise bhi basar ki tera ehsaan janaan Dil yeh kehta hai ke shaid ho afsurda tu bhi Dil ki kya baat karein dil to hai nadaan janaa
Ghamo Kai Bina Zindgi Adhuri hai, * Ay Musafir! * Tera Jina Zaruri hai, Mat Ho Apni Zindgi sai khafa, * Kyunki Teri Zindgi K Bina, Ek or Zindgi Adhuri hai...
Jo Mairai Ghar mai Roshni Laye Hongai, Un Chiragho kai Ghar Jalayai Hongai, * * * Hath Uske Bhi howai Hongai Zakhmi, Jisne kantai Meri Raho mai Bichayai Hongai..
Methi ka Jisam Laiky Pani kai Ghar mai hun, : Manzil hai Maut Meri Main Harpal Safar mai hun, * * Hona hai Qatal Yai Malum hai, : Laiken khabar Nahi Main kis do ki Nazar Mein hun....
Zakhmo Par Marhum Nhi Laga Sakte, To Zakham to Mat Do Maut Nahi De Skte, + To Jenai Ki Umeed To Mat Do, Samnai Hamare Nhi Raih Sakte, + To Apni Tasveer To Mat Do, + Pyar Nahi Karte Ho Aagr Humse, To Zamane Ki Duhai To Mat Do...
Jab B yad karo Pyar Se karna, Jab B Muskurana Dil khol k Muskurana, Jab B rona zara kam Rona, * Magar * Jab kisi ka Dil torna ho * Zara * Nahi Buhot Buhot Soch kai torna
Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen Sarapa muhabbat Jamaal uski ankhen Jhuken to lagti hain zevar haya ka Uthen to Karen phir sawal uski ankhen Milen to mai dono jahan dekar lelon Wo chehra wo zulfen wo gaal uski ankhen Agar koi poche ke dunya mai Kya hai Dewana kahega misaal uski ankhen In ankhon ke kajal mai dooba hon shayad Ajab phir chali hain ye chaal uski ankhen
Ankhon mai de ke anso najane kidhar gaye Yadain hain bas tumhari hum to jidhar gaye Aao aur aake mujh ko samaito zara Tere bagair hum to tinka tinka bikhar gaye